Aaj hum janenge ki YouTube channel kaise banaye. Youtube par aap free me YouTube channel bana sakte ko. World ka second sabse popular search engine hai youtube, millions visits per day yaha hoti hain worldwide. Lakho videos upload and share kiye jate hain.
Aaj ham baat karenge YouTube par apna professional channel kaise banaye? Agar aap YouTube ke jariye Money earn karna chahte hain to sabse pahla kaam aapko yahi karna hai ki apne Brand ka channel banaye.
1. YouTube ki website open karein aur Right Side mei Sign in ke Button par Click kar Login karein. Login Gmail Id ke sath karein. Apna Email Id aur Password fill kar apne Google Account mei sign in karein.
2. Ab aap YouTube mei sign in kar chuke hain. Left Hand Side mei My Channel ke Option par Click karein. My Channel ka Option nahi dikh raha hai to YouTube Logo ke Left Side mei jo teen Line है uspar Click karein.
3. Naya Channel Create karne ke liye Right Top Corner mei bane logo Logo jo ki aapke Account ka Profile Picture hai, us par Click karein. Fir jo Drop Menu Open hoga usme bane Gear Icon par click karein.
Image Source |
4. Gear Icon par Click kerte hi ek Option aapko dikhega See All my channels or create a new channel is Link par Click karein.
5. Click karne ke baad Next Screen aapke saamne kuch aisa hoga, jisme Create a New Channel aur yadi pehle se koi Channel hai to uska naam dikhega. Aapke Create a New Channel par Click karna hai.
Image Source |
Image Source |
7. Channel Name type karne ke baad Create par Click karein. Ab aapka Channel Create ho chuka hai.
Ab aap apne channel ko apne hisab se custamize ker sakte hain jaise ki profile picture, channel art upload karein. Apne channel ke baare mei Description box mei likhe taki logo ko apke channel ke baare mei ek information mil sake aur log Subscribe kar sakein.
Ab aap apne channel par apni videos upload ker sakte hain to videos upload karein aur logo ko entertain aur inspire karein. Aur koi sawal hai to aap comment box mei pooch sakte hain.